Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYasmin (1955)
HomeYasmin (1955)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa aa aaaa aaaa aankhon mein sama jaao is dil mein raha karna aankhon mein sama jaao is dil mein raha karna taaron mein hansa karna phoolon mein khila karna aankhon mein sama jaao is dil mein raha karna jab se tumhen dekha hai jab se tumhen paaya hai kuchh hosh nahin mujhko ek nasha sa chhaaya hai ab baat jo kehni ho nazron se ada karna aankhon mein sama jaao is dil mein raha karna ae kaash dhadakta dil kuchh der thaher jaaye ye raat mohabbat ki yunhi na guzar jaaye baaki hai abhi tum par ye jaan fida karna aankhon mein sama jaao is dil mein raha karna kismat na dikhaaye ab ghadiyaan humein furkat ki har raat yunhi chamke taqdeer mohabbat ki ae chaand sitaaro tum miljul ke dua karna aankhon mein sama jaao is dil mein raha karna
ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan wo mere pyaar ki chandani lut gayi dil luta dil ke rangeen armaan lute meri duniyan meri zindagi lut gayi ab wo raatein kahaan mujhko apni khabar thi na dil ki khabar kaisi madhosh thi meri shaam o sahar tere jaane pe tha har ghadi mera sar tere jaane pe tha har ghadi mera sar haay kitni haseen bekhudi lut gayi ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan wo mere pyaar ki chandani lut gayi ab wo raatein kahaan phool murjha gaye chaand dehla gaya ek andhera saa har cheez pe chha gaya phool murjha gaye chaand dehla gaya ek andhera saa har cheez pe chha gaya door meri nigaahon se tu kya gaya door meri nigaahon se tu kya gaya meri aankhon ki bhi roshani lut gayi ab wo raatein kahaan ab wo baatein kahaan wo mere pyaar ki chandani lut gayi ab wo raatein kahaan
yahi dua hai ke tujhko mile sitam ki sazaa jo mere dil ka hai wo haal ho tere dil ka bechain karne waale bechain karne waale tu bhi na chain paaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate guzra hua zamana tujhko bhi yaad aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tadpe teri muhabbat roye teri jawaani har aah tere lab par fariyaad ban ke aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale toote tere sahaare koi bhi ho na tera toote tere sahaare koi bhi ho na tera meri tarah se tu bhi apne pe reham khaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale
bechain nazar betaab jigar bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana kab shaam ho aur wo shamma jale kab udd kar pahunche parwaana haaye parwaana hai dil ka chaman khilne ke liye aayega koi milne ke liye phoolon se kaho taaron se kaho phoolon se kaho taaron se kaho chupke se sajja den veerana haaye veerana jab raat zara shabnam se dhule lehraayi huyi wo zulf khule nazron se nazar ek bhed kahe nazron se nazar ek bhed kahe dil dil se kahe ek afsaana haaye afsaana rangeen fiza chhaaaye to zara waade pe koi aaye to zara aye josh e wafaa dil cheez hai kya aye josh e wafaa dil cheez hai kya hum jaan bhi de den nazraana haaye nazraana bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana
dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain hum hain teri lagan hai aye shamma tu kahaan hai hum hain teri lagan hai aye shamma tu kahaan hai parwana ban ke teri mehfil ko dhoondhate hain mehfil ko dhoondhate hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain duniya se hai niraala dastoor ashikon ka duniya se hai niraala dastoor ashikon ka jeene ki aarzu mein qatil ko dhoondhte hain jeene ki aarzu mein qatil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain dil unko dhoondhta hai hum dil ko dhoondhte hain bhatke huye musaafir manzil ko dhoondhte hain manzil ko dhoondhte hain seene mein hasraton ka jaaga huwa hai
mujhpe ilzaam e bewafaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai usne hai thaani zulm dhaane ki mujh mein himmat hai ghum uthane ki khush hoon aye dil tujhe mitaane ki mitaane ki aaj usne kasam to khaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai tu hua dil se kab juda keh de mujhse kyun ho gaya khafaa keh de tu hi insaaf se zara keh de zara keh de kisne shart e wafaa bhulaayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai hai gawaara tera sitam mujhko har jafaa hai teri karam mujhko jaan jaaye nahin hai ghum mujhko jab muhabbat pe baat aayi hai aye muhabbat teri duhaayi hai mujhpe ilzaam e bewafaayi hai
tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate mere armaan bhi le jaate meri hasrat bhi le jaate nazar se chheen kar apni haseen soorat bhi le jaate andhere aur in aankhon mein chha jaate to achchha tha tum apni yaad bhi dil se bhula jaate to achchha tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha mere dil ki mohabbat ka yaqeen kab tum ko aaya tha jahaan sau zulm dhaaye the jahaan dil ko mitaaya tha mujhe bhi apne haathon se mita jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate to achchha tha mera dil pher de meri nishaani pherane waale mera dil pher de meri nishaani pherane waale jo mumkin ho to lauta do meri aahen mere naale jo mumakin ho to lauta do meri aahen mere naale hum apne dil ka khoya chain pa jaate to achchha tha ye do aansu lagi dil ki bujha jaate
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Sama Jaao Yasmin (1955) 03:19 38992
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:19   Song Number : 38992   

Ab Wo Raatein Kahaan Yasmin (1955) 03:10 19302
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:10   Song Number : 19302   

Bechain Karne Waale Yasmin (1955) 03:51 37766
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:51   Song Number : 37766   

Bechain Nazar Betaab Jigar Yasmin (1955) 03:47 15687
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:47   Song Number : 15687   

Dil Unko Dhoondhta Hai Yasmin (1955) 03:38 37698
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:38   Song Number : 37698   

Mujhpe Ilzaam E Bewafaayi Yasmin (1955) 03:23 14423
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:23   Song Number : 14423   

Tum Apni Yaad Bhi Dil Se Yasmin (1955) 03:29 15746
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Suresh
Duration : 03:29   Song Number : 15746